Muharram Poetry Allama Iqbal - Urdu Poetry All

Assalamu Alaikum in this post I will share with you Muharram poetry Allama Iqbal. Here you will get urdu text, roman/hinglish and images.



اِک فقر ہے شبیری ، اس فقر میں ہے میری
میراثِ مسلمانی ، سرمایۂ شبیری

eik faqar hai shabbieri is faqar mai hai mari
meerase masalmani surmaya shabbieri


غریب و سادہ و رنگین ہے داستان حرم
نہایت اس کی حسین ابتدا ہے اسماعیل

ghareebo sadha rangeen hai dastaan harm
nehayat es ki haseen ibtadai hai ismail


کافر ہے تو شمشير پہ کرتا ہے بھروسا
مومن ہے تو بے تيغ بھی لڑتا ہے سپاہی

kafer hai to shamsher ye karta hai bharoosa
moomen hai to be tabegh larta hai seyahi


کوئی اندازہ کر سکتا ہے اُس کے زور بازو کا
نگاہِ مردِ مومن سے بدل جاتی ہیں تقدیریں

koie andaza kar sakta hai us ke zoor baazo ka
nighe marde moomen se babal jaati hain taqdreen



نکل کر خانقاہوں سے ادا کر رسمِ شبیّری
کہ فقرِ خانقاہی ہے فقط اندوہ و دلگیری

nikal ker khankahi se ada ker rasame shabbieri
khe faqar  khankahi hai faqat andhoo wa dilgeery




سوداگری نہيں ، يہ عبادت خدا کی ہے دے
اے بے خبر! جزا کی تمنا بھی چھوڑ

soodagery nehi ye ibadat khuda ki hai de
a be khaber ! jazaa ki tamanna bhi choor



یقیں محکم، عمل پیہم، محبّت فاتحِ عالم
جہادِ زِندگانی میں ہیں یہ مردوں کی شمشیریں

yaqeen mehakam amal peeham mohabbat faateh aalim
jahaade zindagi mai hain ye mardoon ki shamshereen



تجھے کتاب سے ممکن نہیں فراغ کہ تو
کتاب خواں ہے مگر صاحب کتاب نہیں

tujhe kitaab se mumken neahi faraag ke tu
kitaab khuwan hai magar saahib kitaab nehi




محرم کا چاند نظر آ گیا ، کل یکم محرم الحرام ہو گی
دل سوز لے آئیں، نہیں ملاقات بعد محر م الحرام ہوگی

muharram ka chaand nazar aagaya kal yakum muharram alharaam ho gi
dil soz le aain nahi mulaqat baad muharram alharaam ho gi





“Ajab Mazaq Hai Islam Ki Taqdeer K Sath

 Kata Hussain Ka Ser Nara e Kaqbeer K Sath”


“Had Hi Nhe Hussain Tere Intiqam Ki

 Lafaz Yazeed Gali Se Badter Bana Dia”


“Rone Vala Hoon Shaheed e Karbala Ki Yad Mein

 Kia Der e Maqasad Na Deien Gy Saqi Koser Mujhe”


“Gareeb o Sada o Rangeen Hai Dastan Haram

 Nihayat Us ki Hussain, Ibtada Hai Ismail”


“Apni Peshani Ko Sajdaow Se Mehrom Na Rakh Iqbal

 Beri Kimat Chukai Hai Us Ki Hussain Ibn e Ali Ne”


“Ho Ga Jagha Jagha Bepa Hussain Ka Matam

 Jalne Lagi Hai Phir Yazeediat Isi Lie”


“Na Ishq e Hussain, Na Zoaq e Shahadat

 Ghafil Smaj Betha Hai Matam Ko Ebadat”


“Karbala Ki Reet Pe Soya Huva Hai Dakh Lo

 Masjadow Mein Dhoundte Ho Konse Islam Ko”


“Ali Ka Zaib o Zain Zinda Hai

 Fatima Ka Chain Zinda Hai

 Na Puch Waqat Ki In BeZuban Kitabow Se

 Jab Suno Azaan Tu Samjo Hussain Zinda Hai”


“Dil Mein Khuda Ka Hona Lazim Hai Iqbal

 Sajdow Mein Pere Rehne Se Jannat Nhe Milti”


“Karoro Ser Hain Jinhe Bachati Hain Namazien

 Jo Bachae Namaz Ko Vo Ser Hussain Ka”


“Koi Andaza Ker Skta Hai Us K Zor-o-Bazow Ka

 Nigha e Merd e Momin Se Badal Jati Hain Taqderien”



Post a Comment

0 Comments

close