Assalamu Alaikum in this post I will share with you 14 august poetry in urdu. Here you will get image, urdu text and roman/hinglish text.
The 14th of August holds immense significance for Pakistan, marking the day of independence from British rule in 1947. Urdu poetry, being the national language, becomes a powerful means to express patriotism and honor the sacrifices of freedom fighters.
On this day, poets recite and write verses in Urdu, evoking pride, unity, and love for the nation. These poems preserve the nation's collective memory, connect generations, and inspire a sense of national identity. Join us as we explore the beauty and significance of 14th August poetry in Urdu, celebrating the spirit of independence and paying homage to our heroes.
ہے جٌرم اگر وطن کی مِٹی سے مٌحبّت
یہ جٌرم سدّا میرے حسابوں میں رہے گا
hai jurm agar watan ki mitti say muhabbat
yeh jurm sada mery hisabon main rahy ga
قبروں میں نہیں ہم کو کِتابوں میں اٌتارو
ہم لوگ مٌحبّت کی کہانی میں مَرے ہیں
qabaron main nahi ham ko kitabon main uttaro
ham log muhabbat ki kahani main maray hain
چاند کواوربھی رفعت کی تمنا تھی
اس لیے تومیرے پرچم میں اتر آیا ہے
chand ko aur refat ki tmna thi
is liye tou mery percham main uter aiya hai
میں اپنے رب سے ہو اس بات کا سوالی ہو
قائم میرے ملک میں اَمن اور خوشحالی
main appny rab sy ho is baat ka swali ho
qaim mery mulk main aman aur khushali
میرے محبوب وطن تٌجھ پہ اگر جاں ہو نثار
میں یہ سمجھوں گا ٹھکانے لگا سرمایہٕ تن
mery mehboob watan tujh pay agar jaan ho nisar
main yeh samjhon ga thikanay laga sarmaya e ttan
ہم اٌٹھتے ہٌوۓ سورج سے ملاتے ہیں آنکھیں
ہم گٌزری ہٌوٸ رات کا ماتم نہیں کرتے
hum uthty huvy suraj say milaty hain ankhain
hum guzri hui raat ka matam nahi karty
ایک ہٌوۓ تھے تو بنا تھا پاکستان
ایک رہیں گے تو بچے گا پاکستان
eik hoie the to bana Pakistan
eik reahen ge to bache ga pakistan
ہم تو مٹ جائیں گے اے عرض وطن
تم کو رہنا ہے قیامت کی سحر ہونے تک
Hum toh mit jayen ge ay arz e watan
Tum ko rehna hai qayamat ki sehr hone tak
ہے جرم اگر وطن کی مٹی سے محبت
یہ جرم صدا میرے حیسابو میں رہے گا
Hai jurm agar watan ki matti se mohabbat
Yeh jurm sadaa mere hisabo mein rahe ga
ے عرض وطن آج بی اپنا یہ عہد ہے
ہم حرف وفا خون سے تحریر کریں گے
aye arz e watan aaj bhi apna yeh ehad hai
ham harf e wafa khon say tehreer karain gaiy
دے سلامی اس سبز پرچم کو
جس سے تمھاری شان ہے
de salami is sabz percham ko
jis se tuhmari shan hai
کس کی ہمت ہے ہماری پرواز میں لائے کمی؟
ہم پروں سے نہیں حوصلوں سے اڑا کرتے ہیں
Kis Ki Himmat Ha Hamari Parwaz Main Kami Laye
Hum Paron Say Nahi Hosloon Say Uraa Karty Hain
نظر بٌری ڈالی اگر تٌم نے میری ارضِ پاک پر
میرا وعدہ ہے اے دٌشمن، تیری ہستی مِٹا دیں گے
Nazar Buri Daali Agar Tum Nay Meri Arz e Pak Par
Mera Wada Ha Aye Dushman, Teri Hasti Mita Dain Gy
رگوں میں ہے، جنوں میں ہے
وطن کا عشق خوں میں ہے
Ragoon Main Hai Junoon Main Hai
Wattan Ka Ishq Khoon Main Hai
اے وطن تو نے پکارا تو لہو کھول اٹھا
تیرے بیٹے تیرے جانباز چلے آتے ہیں
Aye Wattan To Nay Pukara To Laho Khool Utha
Tery Betay Tery Janbaz Chaly Atay Hain

میرے وطن یہ عقیدتیں اور پیار تُجھ پہ نِثار کر دوں
مُحبتوں کے یہ سلسلے بیشُمار تُجھ پہ نِثار کر دوں
mere watan ye aqeedaten aur piyar tujh pay nisar kar doon
muhabatton kay ye silsily beshumar tujh pay nisar kar doon
اے ارضِ وطن آج بھی اپنا یہ عہد ہے
ہم حرفِ وفا خون سے تحریر کریں گے
aye arz e watan aaj bhi apna yeh ehad hai
ham harf e wafa khon say tehreer karain gaiy
مَرتے ہیں اٹھتے ہیں اور جھٌکتے نہیں
اے میرے وطن تیرے یہ لال بِکتے نہیں
martay hain uthtay hain aur jhuktay nahi
aye mery watan tery ye lal biktay nahi
بغیر اس کے کہاں ممکن تھی شناخت میری
میرا مٌلک ہے میرے شجرہٕ نسب کی طرح
begar is ky kahan mumkin thi shanakhet meri
mera mulik hai mery shejrih nesab ki terah
ہم اپنی سانسیں تیرے نام کرتے ہیں
اے وطن ہم تیری عظمت کو سلام کرتے ہیں
ham apni sansain teray naam kartay hain
aye watan teri azmat ko salam kartay hain
نظر بٌری ڈالی اگر تٌم نے میری ارضِ پاک پر
میرا وعدہ ہے اے دٌشمن، تیری ہستی مِٹا دیں گے
nazar burrri daali agar tum nay meri arz e pak par
mera wada hai aye dushman teri hasti mita dain gaiy
ہماری خاک سے خوشبو وطن کی آۓگی
ہمارا خون ہے شامل اِس وطن کی مٹی میں
hamari khak say khushboo watan ki aaye gi
hamara khon hai shamil iss watan ki miti main
آزادی کا دن مبارک
دے سلامی اس سبز پرچم کو
جس سے تمھاری شان ہے
سرہمیشہ بلند رکھنا اسکا
جب تک دل میں جان ہے
آزادی کا دن مبارک تم کو
یہ آزادی میرا پاکستان ہے
------
Youm e Azadi Shayari in English
Marte hyn uthtay hyn or jhuktay nai
Ay mere watan tere yeh laal biktay nai
—
Hum apni sansain tere naam karte hyn
Ay watan teri azmat ko salam karte hyn
—
nazar Buri daali agar tum nay meri arz e pak par
mera wada hai Ay dushman teri hasti mita den ge
—
Hmari khak se khushboo watan ki aAy gee
Humara khoon hai shaamil iss watan ki miti mn
—
Qabro mn nai Hum ko kitabon mn utaro
Hum log muhabbat ki kahani mn mare hyn
—
Chaand ko or refat ki tammana thi
is liyeh toh mere percHum mn uter aya hai
Shayari on Independence Day
Desh In ki mitti ki khushbu seene mein samaa kar ai ha
Fanah ⚰️Kar ktujhe maa k doodh ka qarz chukane ai ha.”✔️
Independence day shayari in english 🥰
—
Kuch haath ✋se us k phisal gya
Woh palak jhapak kar nikal gya
Phir laash bichh gai lakhon ki
Sab palak jhapaktey badal gya
Jab rishta raakh mn badal gya
Insaanon ka dil ❤️ bhi dehal gya
Main puch puch kar haar gya
Q mera bhaarat badal gya..
—
Watan🇮🇳 hamara misaal mohabbat ki,
Todta hay deewaar 🖼️🏛️nafrat ki,
meinri khush nasibi, mili zindagi 🌍is chaman mn
Bhula na sake koi iski khushbu saton janam mein.🇮🇳
—
Na maro sanam bewafa k liye,
Do gaz zameen nhi milegi ⚰️dafan hone k liye,
Marna hay to maro🇮🇳 watan ke liye,
haseena🧕 b duppta utar dy gi tere⚰️ kafan ke liye.💯
Vande Mataram, Jai Hind
—
Na poocho jamane 🌍ko, ki kya humari kahani ✍️ ha,
Hmari pehchaan to sirf ye ha ki ham Hindustani ha..
—
De salami is Tirange ko
Jisse teri shaan ✔️ha.
Sar 👦hmesha uncha rakhna iska
Jab tak dil 💗mn jaan hay..!!
Happy Independence Day Friends
—
Main iska hanuman🚩 hoon,
Ye mera Ram 🕉️ hay
Chaati cheer kar dekh lo,
Andar betha Hindustan h
Vande Mataram
—
Goonj Raha ha Duniya mein Bharat Ka Nagara,
Chamak Raha Aasma m Desh Ka Sitara!
Aazadi Ke Din Ao Milke Karainn Dua,
Ke Bulandi Par Lahrata Rahe Tiranga Hmara!!
—
Kuch Nasha Tirange Ki Aaan Ka ha,
Kuch Nasha Matrbhumi Ki Shaan ✔️Ka ha!
Hum Lahrayenge🇮🇳 Har Jagah Ye Tiranga
Nasha Ye Hindustan🥰 Ki Shaan Ka ha..!!
—
Ishq to Krta ha Har koi, mehboob Pe Marta ha Har Koi!💓
Kbhi Watan Ko mehboob Bna Kr Deko, Tujh Pe Marega Har Koi!!🌼
—
🕉️Sanskar Aur Sanskriti Ki👈 Shaan Mile ese,
Hindu🚩 Muslim☪️ or Hindustan Mile ese!
Hum Mil Jul k Rahe ese K,👈
Mandir 🚩mn Allah Aur Masjid 🕌mn Ram Base jese!!
—
Khushnasib 🌼ha woo Jo Watan Par Mit Jaate ha,
Mar k Bhi woh Log Amar Ho Jaate ha,
Krta Hoonn Unhe Salaam E Watan Pe Mitne Walo,
Tumhari Har Saans mn Tirange Ka Nasib Basta ha,👈
—
Balidano Ka Sapna Jab Sach Hua,
Desh Apna Tab Azad Hua,
Aj Salam👦 Kare Un Veeron Ko,
Jinki Shahadat Se Yeh Bharat
swatantra Hua…
—
Aao desh ka🇮🇳 samman karein…
Shahido ki shahadat yaad kry
Ek br phr sy rashtra ki kamaan,
Hm hindustani apny haath dhare,
Aao Swatantrata diwas ka maan kry
Swatantrata Diwas 2021 Ki Shubhkamnaye
—
Dil hmare ek ha ek ha hmari jaan,
Hindustan🇮🇳 hamara ha hum ha iski shaan,
Jaan luta denge watan py ho jayen gy qurban👀
Is liye hum kehte hay mera Hindustan mahay.🇮🇳
0 Comments