Assalamu Alaikum friends in this post I will share famous Ramadan poetry in Urdu with you. Here you will get Ramadan poetry, Ramadan poetry images, Roza poetry and Ramzan poetry in Urdu SMS.
Aya Hn Rmzan Ab Dubara Zendagi Main WADHAYA
Aay Bar Bar Khuda Sy Yh Eltaja Hn
Aasman Pe Naya Chand Hai Aaya
Saara Aalam Khushi Se Jagmagaya
Horahi Hai Saher-O-Aftar Ki Tayari
Saj Rahi Hai DUA'ON Ki Sawari
Poore Hon App Ke Her Dil Ke Armaan
Mubarak Ho Aap Ko Pyaara Ramzan
Must Read: Ramzan Poetry in Urdu 2 lines
رمضان آیا مہینہ سے اس بے پروا کے ساتھ
جہاں شب کی تیاری ہے ہر دم کے ساتھ
رمضان ہے یہ عطا قدرت کا نیک نشان
جس کی نہ تو نہیں تو نہیں ہے کوئی جان
رمضان ہے یہ ماہ پرہیز اور نیکی کا
جس میں سے رہتی ہے دین کی روشنی
یہ مہینہ تیرے عظمت کے رہبر ہے
جس کے دل میں ہے نیکی کی روشنی
رمضان ہے یہ ماہ تیری رحمت کا
جس میں سے رہتی ہے رحمت کی روشنی
یہ مہینہ تیری عظمت کے رہبر ہے
جس کے دل میں ہے نیکی کی روشنی
رمضان ہے یہ ماہ کرے سے سے ہے
جس میں سے رہتی ہے قرآن کی روشنی
یہ مہینہ تیرے عظمت کے رہبر ہے
جس کے دل میں ہے نیکی کی روشنی
Naye Barkatain Laya Ye Ramzan
Rehmatain Noor Bhe Hai Yahan
Karo Ibadat Milayga Sukuun
Aur Chara(Face) Hoga Tumhara Pur Noor
Dekho App Aamir Liquat Ke Transmition
Kyunke Yeh Hoga Aik Acha Decision
Ramzan Ke Rozay Rakhtay Jao Aur Nekian Kamatay Jao
Is Liye Tum Sabar Karo Ye Tumhara Hai Imtehaan
Sabar Shukar Aur Zakat Ye Allah Ka Pegham Hai Jo Hamaray Pyaaray Nabi(Pbuh) Ka Bayan Hai.
Ramzan Mubarak!!!
Main Gunhao Ki Lipat Mai Tha
Main Jhut Ka Barwaqt Saath Dayta Tha
Main Namaz Se Ghafil Ban Betha Tha
Mere Dosto Se Dushmani Kar Betha Tha
Na Maa Ki Izzat Karta Na Baap Ka Maan Dayta
Bas Apni Ana Ka Shikar Ban Betha Tha
Ek Lahar Aisi Chali
Subh Mai Meethi Awaaz Aye
Main Uth Khara Howa
Maa Ko Hilaya Baap Ko Jagaya
Kisa Maine Sab Sab Ko Sunaya
Maa Ne Mujhe Ghud Mai Sulaya
Kano Mai Tilawat E Quran Ko Sunaya
Makn Poucha Yeh Kiya Waqt Hai Maa
Jawab Aba Ne Diya Baita Ramdan Ki Khushnuma Ghariya Day Rahi Dastak Bhar
Main Bola Rokhoga Pure Roze Mehnaz
Khatao Ko Bholakar Kardyna Dosto Mujhe Maaf
Khawisho Ko Dil Me Band Karny Ka Wo Maheena Agaya Hai
Mubarak Ho Moomino Ramzan Agaya Hai
Gharo Ko Roshan Karny Ko Wo Chiragh Agaya Hai
Mubarak Ho Moomino Ramzan Agaya Hai
Chehak Raha Hai Har Parinda Khuda-O-Bandagi Me
Phir Bhi Bulbul Ye Keh Rahi Hai Sub Ko
Mubarak Ho Moomino Ramzan Agaya Hai
Mah-E-Ramzan Ayea He
Bukshish Ka Pegam Layea He
Khaliq Ke Atta Or
Azmat Ka Peam Layea He
Janat Ke Baharen Bephrey Hen
Dozakh Ke Agg Bujhy Huey He
Barkat Melen Rozey Ke Hamen
Inam Hen Mola Ke Melnen
Ithad Esar Or Qurbani Ke
Har Dil Men Hue Roze Ce Rawani
He Karam Ke Barish Hum Pe Huey
Rozun Ke Rehmat Hum Ko Milli
"Tabish"Ke Rab Ce Ye He He Dua
Kar De Rozey Rakhnan Isey Naseb Sada
Mahe - Ramzan Ayea He
Sath Men Khushian Laye He
Naya Chand Mubark Ho
Ramzan Ka Chand
Mubark Ho Khushyon Ka Chand
Mubark Ho, Rehmt Ka
Chand Mubark Ho Barkt Ka Chand Mubark
Ho, Azmt Ka Chand
Mubark Ho Inaam Ka Chand Mubark
Ho, Akram Ka Chand
Mubark Apno Ka Chand Mubark
Ho, Spnooun Ka Chand
Mubark Ho
Sehri Ka Chand Mubark
Ho, Iftar Ka Chand
Mubark Ho Ramzan Ka Chand
Mubark Ho , Ramzan Ka
Chand Mubark Ho
Kitney Pur Noor Hein Roza Daron K Chehrey
Din Rat Wo Rab Se Bus Noor Kamatey Hein
Shetan To Band Diya Iss Maah Mein Rab Ne
Uun Ka Kiya Jo Dilon Mein Shetan Basatey Hein
Kis Qadar Saada Hein Tanawal Mein Ye Loag
Seher-O-Aftar Mein Bus Haram Aur Chughli Khatey Hein
Daikho Jahan Walo Ye Parsa Hein Aisey
Apni Naik Kamai Se Phir Aftar Karatey Hein
Bus Ik Inhi Logon Se Main Darta Hon Wasi
Main Kehta Hon Kuch, Ye Kuch Batatey Hein
Lay K Aya Hai Khushio Ka Pegham Mah-E-Ramzan
Lay K Aya Hai Dilo Ka Skoon Rooh Ka Chain Mah-E-Ramzan
Char Soo Rehmton Ki Barish Hai
Lay K Aya Hai Rehmaton Ka Inam Mah-E-Ramzan
Her Musliman Ka Dil Hai Khof-E-Khuda Se Mamoor
Lay K Aya Hai Magfrit Ka Pegham Mah-E-Ramzan
Bhar Lay Gay Jholia Mukdar Walay
Lay K Aya Hai Nemton Ka Khzana Mah-E—Ramzan
Dilo Se Nafrt Door Krne Seb Ko Muhabt Se Purnoor Krnay
Ley K Aya Hai Aman Ka Pegham Mah-E-Ramzan
Allah Ka Ker Shukr Aye Musliman
Teri Zindagi Main Aya Hai Mah-E-Ramzan
Mango Duae Sajday Mian Ja Ker
Lay K Aya Hai Bakhshish Ka Saman Mah-E-Ramzan
Band Dia Gia Hai Shetan
Buraio Se Pak Krnay Aya Mah-E-Ramzan
Her Ghar Hai Roshan Is K Noor Se
Lay K Hai Aya Noor Ki Barsat Mah-E-Ramzan
Jis Ne Na Parhi Namaz Poora Sal
Us Ko B Le K Aya Masjid Main Mah-E-Ramzan
Chand Hai Nikla Chandni Le Ker
Chand Se Bhi Bhar Kr Chandni Le K Hai Aya Mah-E-Ramzan
Roshan Hai Jabin Rozadar Ki
Allah Ka Piara Bnanay Aya Hai Mah-E-Ramzan
Giray Raho Sajday Main Kro Sad Shukr Ada
Allah Ne Dia Hai Mah-E-Ramzan
Ay Allah!Mujhe Ramzan K Liye Salamat Rakh Or Ramzan Ko Mere Liye Rehmat Bana Or Maqbol Bana Salamat Rakh (Ameen)
Eid aany wali hy sirf 6 din bad Is liye.“Aap Ko Aur Apke Ghar Walon Ko...........Allah Hi Po0chy Ga,1 Bar B Aftari Pe Nahi Bulaya
0 Comments